Saturday, November 28, 2020

सब चला चली का फेरा है Sab chala chalee ka phera hai

ये मेरा है वो मेरा है
क्यों मैं ने मुझको घेरा है
मैं भूल गया - तुम भूल गए
सब चला चली का फेरा है

सब अपना अपना कहते हैं 
क्या जग में है जो अपना है ?
जो अपना है सब सपना है 
इक सपना ही बस अपना है 

कल वाला पल तो बीत गया 
इस पल में कैसी कल कल है 
कल आने वाला जो पल है
इस पल में उसकी हलचल है 

         ~डॉक्टर जगदीश सचदेव  ~ (मिशिगन)

Ye mera hai vo mera hai 
Kyon main nay mujhko ghera hai
Main bhool gaya- tum bhool gaye 
Sab chala chalee ka phera hai  

Sab apnaa apnaa kehtay hain 
Kya jag mein hai jo apnaa hai ?
Jo apnaa hai sab sapnaa hai  
Ik sapnaa hee bas apnaa hai  

Kal waala pal to beet gaya 
Is pal mein kaisee kal kal hai 
Kal aane waala jo pal hai
is pal mein us kee hal chal hai  
       
   By: Dr. Jagdish Sachdeva (Michigan) 

2 comments:

Naam letay hain vo mera (They mention my name with.... )

Naam letay hain vo mera kyon dushnaam say   (Disdain) Miltay hain jin say hamesha hum ikraam say    (Respectfully) Beqaraari me na aayi ne...