Do Boondein Saawan ki
Ik saagar ki seep me tapkay aur moti ban jaaye
Duji ganday jal me gir kar apnaa aap gavaaye
Kisko mujrim samjay Koi kis ko dosh lagaaye
Do Kaliyaan Gulshan ki
Ik sehray kay beech gundhay aur man hee man itraaye
Ik arthi ki bhaint chadhay aur dhooli mein mil jaaye

Do Sakhiyaan Bachpan ki
Ek sihaasan par baithay aur Roomati kahlaaye
Duji apnay roop kay kaaran Galiyon me bik jaaye
Duji apnay roop kay kaaran Galiyon me bik jaaye
Kisko mujrim samjay Koi kis ko dosh lagaaye
" Sahir Ludhiaanvi "
Beautiful nazm
ReplyDeleteAt the end of the day, people are a victim of circumstance for the most part🙏