डुबोया मुझ को होने ने -न होता मैं तो क्या होता
हुआ जब ग़म से यूँ बेहिस तो ग़म क्या सर के कटने का
न होता गर जुदा तन से - तो ज़ानू पर धरा होता
हुई मुद्दत कि 'ग़ालिब' मर गया पर याद आता है
वो हर इक बात पर कहना कि यूँ होता तो क्या होता

मिर्ज़ा ग़ालिब
Na tha kuchh to Khuda tha - kuchh na hota to Khuda hota
Duboyaa mujh ko honay nay - na hota main to kya hota
Hua jab gam say yoon be-his to gam kya sar kay katnay ka
Na hotaa gar judaa tan say to zaanu par dharaa hota
Huyi muddat ki 'Ghalib' mar gaya par yaad aata hai
Vo har ik baat par kehnaa ki yoon hota to kya hota

'Mirza Asadulaah Khan Ghalib'
Born: December 27, 1797, Agra, India
Died: February 15, 1869, Delhi, India
Died: February 15, 1869, Delhi, India
बेहिस = उदासीन Behis = Indifferent, Detached
ज़ानू = घुटना Zaanu = Knees
Beautiful 🙏
ReplyDeleteWah kya bat kahi Mirza Ghalib ne Raz e Haq Fash hi kr dala aur ego ka bhi sunder zikar kya
ReplyDeleteMera man pasand sher hai 👌👌👌🙏🏿
Nice !
ReplyDeleteDEKHE HAIN DUNIYA MEIN SUKHNVR BAHUT ACHHE ..PR MERE RAJN JI ..GALIB KA H ANDAZE BYAN AUR
ReplyDelete