उधर वो हाथों के पत्थर बदलते रहते हैं
इधर भी अहल-ए-जुनूँ सर बदलते रहते हैं
बदलते रहते हैं पोशाक दुश्मन-ए-जानी
मगर जो दोस्त हैं पैकर बदलते रहते हैं
हम एक बार जो बदले तो आप रूठ गए
मगर जनाब तो अक्सर बदलते रहते हैं
ये दबदबा ये हुकूमत ये नश्शा-ए-दौलत
किराये -दार हैं सब घर बदलते रहते हैं
"बेकल उत्साही "
Udhar vo haathon kay pathar badaltay rehtay hain
Idhar bhi Ehalay junun sar badaltay rehtay hain
Badaltay rehtay hain poshaak dushman-e-jaanee
Magar jo dost hain paikar badaltay rehtay hain
Ham ek baar jo badlay to aap rooth gaye
magar janaab to aksar badaltay rehtay hain
Ye dabdabaa, ye haqoomat, ye nahsaa-e-daulat
Kiraaye-daar hain sab, ghar badaltay rehtay hain
"Bekal Utsaahi"
पैकर Paikar ------- शरीर, आकार Body, Appearance, Face
Kiraaye-daar --------- Tenants , Temporary residents

aap ruth gaye... bahut sundar
ReplyDelete~shashi