Friday, November 8, 2019

हरआरज़ू को दुआ नहीं मिलती Har aarzoo ko duaa nahin milti

सब के जज़्बात को ज़ुबां नहीं मिलती
हर इक आरज़ू को दुआ नहीं मिलती
काम आते रहो उनके तो सब साथ हैं वरना
आंसू को भी आँखों में पनाह नहीं मिलती

Sab kay jazbaat ko zubaan nahin milti
Har ik aarzoo ko duaa nahin milti
Kaam aatay raho unkay to sab saath hain varnaa
Aansu ko bhi aankhon me panaah nahin milti

4 comments:

Ahankar me Teeno gaye ---- Arrogance destroys all three

         Ahankar me teeno gaye Dhan Vaibhav aur Vansh               Na maano to dekh lo Raavan, Kaurav, Kans                                ...