कमाल है ...
आँखे तालाब नहीं, फिर भी, भर आती हैं !
तमन्नाएँ जिस्म नहीं फिर भी मर जाती हैं !
होंठ कपड़ा नहीं , फिर भी, सिल जाते हैं !
दुःख कोई मांगता नहीं , फिर भी मिल जाते हैं !
किस्मत सखी नहीं, फिर भी, रुठ जाती है !
हिम्मत लाठी नहीं, फिर भी टूट जाती है !
बुद्वि लोहा नहीं, फिर भी, जंग लग जाती है !
मेहनत हिना तो नहीं फिर भी रंग लाती है !
दुश्मनी बीज नही, फिर भी, बोयी जाती है !
आस दौलत तो नहीं फिर भी खोई जाती है !
आत्म-सम्मान शरीर नहीं, फिर भी घायल हो जाता है !
और इन्सान मौसम तो नही, फिर भी बदल जाता है !
कमाल है ना ?
Kamaal hai.....
Aankhen talaab nahin, phir bhi bhar aati hain
Tamannayen jism nahin phir bhi mar jaati hain
Honth kapdaa nahin phir bhi sil jaatay hain
Dukh koi maangtaa nahin phir bhi mil jaatay hain
Kismat sakhi nahin - phir bhi rooth jaati hai
Himmat laathi nahin phir bhi toot jaati hai
Buddhi lohaa nahin, phir bhi isay jang lag jaati hai
Mehnat hinaa to nahin - phir bhi ye rang laati hai
Dushmani beej nahin - phir bhi boyi jaati hai
Aas daulat to nahin - phir bhi khoyi jaati hai
Aatm-sammaan shreer nahin - phir bhi ghaayal ho jata hai
Aur insaan mausam to nahin - phir bhi badal jaata hai
Kamaal hai na?
Jang = Rust
Aatm-sammaan = Self-Pride, Self-confidence

Aatma sukoon main rehti hai sooch aur maan badalti hai
ReplyDeleteBilkul sahi Rajanjee
ReplyDeleteOur dear Rajan Sachdeva thanks for Ur. lovely message ( Aankhen talaab nahin - phir -bhi bhar aati .. html ).
ReplyDeletePremjit Singh & SAtwant Kaur.
Enjoyed reading every line. Marvelous...
ReplyDeleteRight Sir...
ReplyDelete