हक़ीक़त जान कर ऐसी हिमाक़त कौन करता है ?
भला बे-फ़ैज़ - लोगों से मोहब्बत कौन करता है ?
बताओ - जिस तिजारत में ख़सारा ही ख़सारा हो
बिना सोचे ख़सारे की तिजारत कौन करता है ?
हमें ही ग़लत फ़हमी थी किसी के वास्ते वरना
ज़माने के रिवाज़ों से बग़ावत कौन करता है ?
ख़ुदा ने सबर करने की मुझे तौफ़ीक़ बख़्शी है
अरे जी भर के तड़पाओ शिक़ायत कौन करता है ?
किसी के दिल के ज़ख़्मों पर मरहम रखना ज़रूरी है
मगर इस दौर में 'मोहसिन' ये ज़हमत कौन करता है ?
"मोहसिन"
Haqeeqat jaan kar aisi himaaqat kaun kartaa hai?
Bhalaa be-faiz, logon se mohabbat kaun kartaa hai?
Bataao jis tijaarat main khasaara hee khaasara ho
Binaa sochay khasaaray kee tijaarat kaun kartaa hai?
Hamain hee ghalat fehami thi kisi kay waastay, warnaa
Zamaanay ke riwaajon se baghaawat kaun kartaa hai?
Khudaa ne sabar karnay ki mujhe taufeeq bakhshi hai
Aray jee bhar ke tadpaao shikaayat kaun kartaa hai?
Kisi kay dil kay zakhmon par marham rakhnaa zaroori hai
Magar is daur main “Mohsin” yeh zehmat kaun kartaa hai?
"Mohsin"
Haqeeqat हक़ीक़त Truth
Himaaqat हिमाक़त Foolishness
Be-Faiz बे-फ़ैज़ Without any benefit
Tijaarat तिजारत Business
Khasara ख़सारा Loss
Baghaawat बग़ावत Rebellious
Taufeeq तौफ़ीक़ Capacity, luck, God given talent etc.
Zehmat ज़हमत Trouble, Strain, Stress

Really beautiful and heart touching
ReplyDeleteवाह !🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
ReplyDelete